Mein khata hon ka is game ko tum aik bar to zarror khalna mein ya game week mein zaror khalta hon ap log is game ko car buy kar sakta han low medium ki car ha medium car bhi ha high car bhi or ultra bhi ap cars ka acha rate chata han to car auction mein gaya ga.❣️